shayri k alfaaz zaban par hain hamare ......
bas mahaul aur aapki yaad aana baki hai!!
parwana chahe Shama se kitni bhi mohabbat kyun na kare ye uska naseeb hai ki jalta wahi hai,
Par ye to soch ka antar hai.
Shama khud jalta hai tabhi parwana uske paas ata hai .
Jab parwana khush hai tab shama jal raha hai, jab shama khush hua tab parwana jal gaya.
Life behaves in a similar way. You have to burn like a candle to brighten the lives of the people you love.
If there is trust and love between the hearts, even the burning becomes lightening!