Saturday, February 9, 2013

Tanhai ka Nasha

Ye tanhai ka nasha bhi kya rang laya hai
Apno ka saath bhi ab na hamen ganwara hai
Mashroof hain apne aap mein, duniya ki na koi khabar
Bheed mein khud ko khud se ghira paya hai!!